Breaking

https://www.profitablegatetocontent.com/z47wx1y0h?key=c3a006e5ce64f377f8d2630877b2e8da

November 04, 2018

Daanton Mein Keera Lagne Ka Ilaaj (Urdu/Hindi)

Daanton Mein Keera Lagne Ka Ilaaj

Daanton ko sub sey ziyada nuqsaan mithi cheezon sey hota hai.Agar meetha khanay kay baad daant na saaf kiye jayen tou mithaas ki taih daanton par jum kar tehzabiyat paida karti hai aur daanton ki hifazati jhali ko tabah kar deti hai. Iska behtareen ilaaj ye hai.

Daanton Mein Keera Lagne Ka Ilaaj

Sub sey pehle khushk singhaaron ko achi tarha pees lein, aur jahan daant par keera laga hai wahan malen aur 20 minutes kay liye isko daant par laga kar rakhen aur phir kulli kar lain. Aik haftay tak is amal ko dohrane se aap ko dant main lage keere se nijaat mil jae gi.

No comments: